@hindi @nolig 5 \input dnmacs \input dntrmacs \emergencystretch=20pt $ \centerline{\dnbig ^mohan ^raakesh: ^mis ^paal} \medskip ^vah duur se dikhaayii detii aak.rti mis ^paal hii ho sak*tii thii| ^phir bhii vishvaas kar*ne ke lie mai~ne ap*naa cashma Thiik kiyaa| ^niHsaMdeh, vah mis ^paal hii thii| ^yah to khair mujhe pati thaa ki vah un dine~ kulluu me~ hii kahii~ hai, par is tarah acaanak us*se bheMT ho jaayegi, yah nahii~ socaa thaa| ^aur use saam*ne dekh*kar bhii muujhe vishvaas nahii~ huaa ki vah sthaayii ruup se kulluu ke biic us choTe-se gaa~v me~ rahtii hogii| ^jeb vah dillii se naukarii choR*kar aayii thii, to logo~ ne us*ke bare me~ kya-kya nahii~ socaa tha! ^bas raayasan ke Daakakhaane ke paas pahu~c*kar ruk gajii| ^mis ^paal Daakakhaane ke baahar khaRii posT*maasTar se kuch baat kar rahii thii| ^haath me~ vah ek thailaa liye thii| ^bas ke ruk*ne par na jaane kis baat ke lie posT*maasTer ko danyavaad detii huii vah kii taraf muRii| ^tabhii mai~ atar*kar us*ko saam*ne pahu~c gayaa| ^ek aad*mii ke acaanak saam*ne aa jaane se mis ^paal thoRaa acakacaa gayii, magar mujhe pahacaan*te hii uskaa ceharaa Khushii aur utsaah se khil gayaa| ``^raNajiit tum?'' us*ne kahaa, ``^tum yahaa~ se Tapak paRe?'' ``^mai~ is bas se manaalii se aa rahaa huu~|'' mai~ne kahaa| ``^acchaa! ^manaalii tum kab se aaye hue the?'' ``^aaT-das din hue, aaya tha| ^aaj vaapas jaa rahaa huu~|'' ``^aaj hii jaa rahe ho?'' mis ^paal ke cehare se aadhaa utsaah gaayab ho gayaa, ``dekho, kit*nii burii baat hai ki aaT-das din se tum aur mujh*se mil*ne kii tum*ne koshish bhii nahii~ kii| ^tumhe~ yah to pataa hii thaa ki mai~ aaj*kal kulluu me~ huu~ ^haa~, yah to pataa thaa, par yah nahii~ pataa thaa ki kulluu ke kis hisse me~ ho| ^ab bhii tum acaanak hii dikhaayii de gayii~, nahii~ mujhe kahaa~ se pataa cal*taa ki tum is jaMgal ko aabaad kar rahii ho?'' ``^sac*muc bahut barii baat hai,'' mis ^paal almaah*ne ke svar me~ bolii, ``tum it*ne dino~ se yahaa~ ho aur mujh*se tumhaarii bhaMT huii aaj jaane ke vaqt###|'' ^Draaivar zor-zor se ho"rn bajaane lagaa| ^mis ^paal ne kuch ciRh*kar Draaivar kii taraf dekhaa aur ek*saath jhiRak*ne kSama ma~g*ne ke svar me~ kahaa, ``bas jii ek minaT| mai~ bhii isii bas se kullu cal rahii huu~| ^mujhe kullu ki ek siiT de diijie| ^thaiMk yuu verii mac!'' aur phir merii taraf muR*kar bolii, ``tum is bas se kahaa~ tak jaa rahee ho?'' ``^aaj to is bas se jogindar*nagar jaauu~gaa| ^vahaa~ ek din rah*kar kal subah aage kii bas pakaRuu~gaa|'' ^Draaivar ab aur zor se ho"rn bajaane lagaa| ^mis ^paal ne ek baar krodh aur bab*sii ke saath us*kii taraf dekhaa aur bas ke dar*vaaze kii taraf baRh*tii huii, ``acchaa, kulluu tak to ham logo~ kaa saath hai hii, aur baat kulluu pahu~c*kar kare~ge| ^mai~ to kah*tii huu~ ki tum do-caar din yahii~ ruko, phir cale jaanaa|'' ^bas me~ pahale hii bahut bhiiR thii| ^do-tiin aad*mii vahaa~ se aur caRh gaye the, jis*se andar khaRe hone ki jagah bhii nahii~ rahii thii| ^mis ^paal dar*vaaze se andar jaane to kaNDakTar ne haath baRhaakar use rok diyaa| ^mai~ne kaNDakTar se bahuteraa kahaa ki andar mere vaalii jagah khaali hai, mis saahab vahaa~ baiTh jaae~gii aur mai~ bhiR me~ kisii tarah khaRaa calaa jaauu~gaa kaNDakTar ek baar jid par aRaa to aRaa hii rahaa ki aur savaarii vah nahii~ le sak*taa| ^mai~ abhii us*se baat kar hii rahaa thaa ki Draaivar ne bas sTarT kar dii| ^meraa saamaan bas me~ thaa, is*lie mai~ dauR*kar cal*tii bas me~ savaar ho gayaa| $ \bigskip %%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%%% $$ \centerline{\bf ^mohan ^raakesh: ^mis ^paal} \medskip ^vah duur se dikhaayii detii aak.rti mis ^paal hii ho sak*tii thii| ^phir bhii vishvaas kar*ne ke lie mai~ne ap*naa cashma Thiik kiyaa| ^niHsaMdeh, vah mis ^paal hii thii| ^yah to khair mujhe pati thaa ki vah un dine~ kulluu me~ hii kahii~ hai, par is tarah acaanak us*se bheMT ho jaayegi, yah nahii~ socaa thaa| ^aur use saam*ne dekh*kar bhii muujhe vishvaas nahii~ huaa ki vah sthaayii ruup se kulluu ke biic us choTe-se gaa~v me~ rahtii hogii| ^jeb vah dillii se naukarii choR*kar aayii thii, to logo~ ne us*ke bare me~ kya-kya nahii~ socaa tha! ^bas raayasan ke Daakakhaane ke paas pahu~c*kar ruk gajii| ^mis ^paal Daakakhaane ke baahar khaRii posT*maasTar se kuch baat kar rahii thii| ^haath me~ vah ek thailaa liye thii| ^bas ke ruk*ne par na jaane kis baat ke lie posT*maasTer ko danyavaad detii huii vah kii taraf muRii| ^tabhii mai~ atar*kar us*ko saam*ne pahu~c gayaa| ^ek aad*mii ke acaanak saam*ne aa jaane se mis ^paal thoRaa acakacaa gayii, magar mujhe pahacaan*te hii uskaa ceharaa Khushii aur utsaah se khil gayaa| ``^raNajiit tum?'' us*ne kahaa, ``^tum yahaa~ se Tapak paRe?'' ``^mai~ is bas se manaalii se aa rahaa huu~|'' mai~ne kahaa| ``^acchaa! ^manaalii tum kab se aaye hue the?'' ``^aaT-das din hue, aaya tha| ^aaj vaapas jaa rahaa huu~|'' ``^aaj hii jaa rahe ho?'' mis ^paal ke cehare se aadhaa utsaah gaayab ho gayaa, ``dekho, kit*nii burii baat hai ki aaT-das din se tum aur mujh*se mil*ne kii tum*ne koshish bhii nahii~ kii| ^tumhe~ yah to pataa hii thaa ki mai~ aaj*kal kulluu me~ huu~ ^haa~, yah to pataa thaa, par yah nahii~ pataa thaa ki kulluu ke kis hisse me~ ho| ^ab bhii tum acaanak hii dikhaayii de gayii~, nahii~ mujhe kahaa~ se pataa cal*taa ki tum is jaMgal ko aabaad kar rahii ho?'' ``^sac*muc bahut barii baat hai,'' mis ^paal almaah*ne ke svar me~ bolii, ``tum it*ne dino~ se yahaa~ ho aur mujh*se tumhaarii bhaMT huii aaj jaane ke vaqt###|'' ^Draaivar zor-zor se ho"rn bajaane lagaa| ^mis ^paal ne kuch ciRh*kar Draaivar kii taraf dekhaa aur ek*saath jhiRak*ne kSama ma~g*ne ke svar me~ kahaa, ``bas jii ek minaT| mai~ bhii isii bas se kullu cal rahii huu~| ^mujhe kullu ki ek siiT de diijie| ^thaiMk yuu verii mac!'' aur phir merii taraf muR*kar bolii, ``tum is bas se kahaa~ tak jaa rahee ho?'' ``^aaj to is bas se jogindar*nagar jaauu~gaa| ^vahaa~ ek din rah*kar kal subah aage kii bas pakaRuu~gaa|'' ^Draaivar ab aur zor se ho"rn bajaane lagaa| ^mis ^paal ne ek baar krodh aur bab*sii ke saath us*kii taraf dekhaa aur bas ke dar*vaaze kii taraf baRh*tii huii, ``acchaa, kulluu tak to ham logo~ kaa saath hai hii, aur baat kulluu pahu~c*kar kare~ge| ^mai~ to kah*tii huu~ ki tum do-caar din yahii~ ruko, phir cale jaanaa|'' ^bas me~ pahale hii bahut bhiiR thii| ^do-tiin aad*mii vahaa~ se aur caRh gaye the, jis*se andar khaRe hone ki jagah bhii nahii~ rahii thii| ^mis ^paal dar*vaaze se andar jaane to kaNDakTar ne haath baRhaakar use rok diyaa| ^mai~ne kaNDakTar se bahuteraa kahaa ki andar mere vaalii jagah khaali hai, mis saahab vahaa~ baiTh jaae~gii aur mai~ bhiR me~ kisii tarah khaRaa calaa jaauu~gaa kaNDakTar ek baar jid par aRaa to aRaa hii rahaa ki aur savaarii vah nahii~ le sak*taa| ^mai~ abhii us*se baat kar hii rahaa thaa ki Draaivar ne bas sTarT kar dii| ^meraa saamaan bas me~ thaa, is*lie mai~ dauR*kar cal*tii bas me~ savaar ho gayaa| $$ \bye